Lyrics
tu hi toh jannat meri
tu hi mera junoon
tu hi toh mannat meri
tu hi roh ka sukoon
tu hi aakhion ki thandak
tu hi dil ki hain dastaq
aur kuch na jano mein
bas itna hin jano…
tujh mein rab dikhta hain
yaara mein kya karoon
tujh mein rab dikhta hain
yaara mein kya karoon
sajde sar jhukta hain
yaara mein kya karoon
tujh mein rab dikhta hain
yaara mein kya karoon
kaisi hain yeh doori,kaisi majboori
maine nazron se tujhe
chooliyaaa… ho ho hon
kabhi teri khusboo,kabhi teri baatein
bin maangein ye jahan pa liya
tu hi dil ki hain ronak,
tu hi janmon ki daulat,
aur kuch na jano
bas itna hin jano…
tujh mein rab dikhta hain
yaara mein kya karoon
tujh mein rab dikhta hain
yaara mein kya karoon